|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
meri palkon pe nami reh jayegi
tu jo roothi meri palkon pe
tu jo roothi meri palkon pe nami reh jayegi zindagi bas naam hi ki zindagi reh jayegi
tark-e-ulfat ke iraade par zara phir sochiye main chala jaaunga aur tu dekhti reh jayegi
ye nahi kehte ke tujh bin ji nahi payenge hum haan humari zindagi mein ik kami reh jayegi
pyar ke sadqe ye lagta hai hamare darmiyaan aur kuch na bhi raha ye dosti reh jayegi
main to tae kar ke chala jaunga duniya ka safar mere baare mein ye duniya sochti reh jayegi
zaat se badh kar hai apni mujh ko apna pyara fun main agar na bhi raha ye shairi reh jayegi zindagi bas naam hi ki zindagi reh jayegi
tark-e-ulfat ke iraade par zara phir sochiye main chala jaaunga aur tu dekhti reh jayegi
ye nahi kehte ke tujh bin ji nahi payenge hum haan humari zindagi mein ik kami reh jayegi
pyar ke sadqe ye lagta hai hamare darmiyaan aur kuch na bhi raha ye dosti reh jayegi
main to tae kar ke chala jaunga duniya ka safar mere baare mein ye duniya sochti reh jayegi
zaat se badh kar hai apni mujh ko apna pyara fun main agar na bhi raha ye shairi reh jayegi
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|